Song:
sumukha gaNapati
sumukha gaNapati
raagam: shankarAbharaNa
Aa:S R2 G3 M1 P D2 N3 S
Av: S N3 D2 P M1 G3 R2 S
taaLam: Adi
Composer: Ganapati Saccidananda.
Language:
pallavi
sumukha gaNapati dEdO sanmati arka gaNapati dO sUkSmabuddhi
caraNam 1
OmkAr nirvikAr nirAkAr tU sakala vEd mantr kA tattv sAr tU
satv rajas tamas sE pAr tU rahE hamkO bhI yOg kA rahasya batAdE
caraNam 2
gam bIja mantr sE upAsanA karE mUlAdhAr cakr tErI shakti sE calE
hErambh mahAkAya tujh kO bulAyE kan kan mE gaN gaN mE tujhkO hI pAyE
caraNam 3
lambOdar tujhkO lOg kyOn kahE kOTi brahmAND tUnE pEr mE dharE
sUkSma nEtr tujh kO lOg kyOn kahE jIv kOTi tErI krpAdrSTi sE calE
caraNam 4
brahma viSNu rudrAdi dEva dEv milkE vighnAdhipati kahE tujhE shan sE
trikaraN shuddhi sE tujhE pukArE saccidAnand tatva hamE dilAdE
Meaning:
Notation:
Other information:
Lyrics contributed by Lakshman Ragde.